Buddha Poornima Banke Bihari Kheer Seva – Prem, Shanti Aur Kripa Ka Divya Yog

5011,601

🌕 Is Buddha Poornima (12 May) par, jab duniya mein ashanti badh rahi hai aur jeevan uncertain dikhai derha hai, Vrindavan ke Banke Bihari Mandir mein hoga aapke Naam-Gotra ka Vishesh Kheer Seva – Bihari ji ke charno mein prem, bhakti aur shuddhi ke sankalp ke saath. 🍚 Banke Bihari ji ko Kheer ka bhog lagaana, unhe prem se bhog samarpit karna – ek aisa pavitra karm hai jo mann ke vikaron & confusions ko shant karta hai, jeevan ke sankat door karta hai, aur Bhagwan ki anant kripa prapt karne ka marg kholta hai.
🔔 Book Now – Apni Bhakti Banke Bihari ke Charno mein Samarpit karein.
🙏 Jai Banke Bihari Lal Ki



Bhagwan Buddha ko Vishnu ka 9th avatar maana gaya hai, jo dharti par dharma aur karuna ke sandesh ke liye prakat hue. Is Poornima par Chandra aur Budh grah ka vishesh yog man aur chitta ko prabhavit karta hai. Banke Bihari Mandir mein is pavitra avsar par ki gayi Kheer Seva, mann ke vikar shant karti hai, jeevan ke sankat door karti hai, aur bhakti ko prem aur mukti ke marg mein sthapit karti hai. Yeh ek varsh mein ek baar milne wala shubh avsar hai – jismein apna sankalp Bihari ji ke charno mein arpit karke unki divya kripa prapt ki ja sakti hai.


🍚 Banke Bihari ji ki anant kripa aur raksha
🧘‍♂️ Manasik shanti, chinta aur uljhanon se mukti
💰 Sankat ke samay mein arthik suraksha aur samriddhi
🏠 Ghar ke vivaadon, klesh aur ashanti ka samadhan
🌿 Paapon ka shuddhikaran aur karm bandhanon ka vinash
🙏 Bhakti, prem aur daya ke marg par asthir vishwas
🌙 Chandra-Budh ke dushprabhav se raksha aur antarik santulan


📍 Vrindavan sthit Banke Bihari Mandir, Krishna Bhakti ka ek anupam kendra hai, jahan Bhagwan Bihari ji swayam virajmaan hain. 🌟 Yahan ki gayi seva aur bhog, prem aur kripa ke behtareen yog ke roop mein mani jaati hai.
🙏 Bhakton ka vishwas hai ki Bihari ji ke charno mein arpit ki gayi Kheer, bhagwan ko prasann karke jeevan ke sankat ko door karti hai.

Buddha Poornima Banke Bihari Kheer Seva – Prem, Shanti Aur Kripa Ka Divya Yog
Buddha Poornima Banke Bihari Kheer Seva – Prem, Shanti Aur Kripa Ka Divya Yog
5011,601 Select options