Mahadev Ka Raksha Kavach – 11,000 Mahamrityunjaya Jaap & Sanjeevani Yagya

7511,501

Iss Somwar (21st April), Mahadev ke sabse shaktishaali mantra ka 11,000 baar jaap aur ek maha Sanjeevani Yagya hoga – aapke naam aur gotra ke sankalp ke saath. 5 Brahmin pandits lagbhag 3 ghante tak jaap karenge, uske baad 1 ghante ka havan hoga Mandir ke pavitra parisar mein.
🕉️ Yeh ek raksha kavach hai – jo aapko aakal mrityu, bimariyon aur jeevan ke bade sankaton se bachata hai.
🔔 Book Now – Is Somwar Mahakaal Ko Smaran Kijiye
🙏 Jai Mahakaal



Ye mantra teen shabdon se milkar bana hai:
•⁠  ⁠Maha – Mahaan, shaktishaali
•⁠  ⁠Mrityun – Mrityu, yaani maut
•⁠  Jaya – Vijay
Is mantra ka jaap aapko bachaata hai anhooni se, deta hai jeevan mein nayi urja, santan sukh, aur manasik shaanti.


Yagya mein ahuti di jaati hai aapke naam ke sankalp ke saath, jisse:
•⁠  ⁠Rog aur peeda door hoti hai
•⁠  ⁠Manobal badhta hai
•⁠  ⁠Jeevan mein nayi positivity aati hai
Yeh yagya jeevan mein har tarah ki negativity ko jalakar khatam karta hai


Mahakaleshwar Jyotirlinga, Ujjain – Shiv ka wahi roop jahan samay, mrityu aur kaal bhi shant ho jaate hain. Yeh duniya ka ekmatra dakshin mukhi Jyotirlinga hai – jo mrityu ke dar ko mitaata hai. Mahakaal swayam samay ke rakhwale hain – jinki kripa se jeevan ka har sankat hal ho sakta hai.


Yeh sankalp un logon ke liye hai jo:
– Aakal mrityu ka bhay mehsoos karte hain
– Bimari, santan, ya dhan sambandhi samasya se joojh rahe hain
– Apne aur parivaar ke liye ek divya raksha kavach chahte hain

Mahadev Ka Raksha Kavach – 11,000 Mahamrityunjaya Jaap & Sanjeevani Yagya
Mahadev Ka Raksha Kavach – 11,000 Mahamrityunjaya Jaap & Sanjeevani Yagya
7511,501 Select options