151851

On Sunday (20th April), the sacred day of Vaishakh Ashtami, a Chunri offering will be made in the holy court of Maa Vaishno Devi in your name and gotra. Along with the Chunri, Panchmewa Prasad and a Divine Coin can also be offered for fullfilment of wishes, the happiness of your children, and divine protection. Maa Vaishno Devi, the embodiment of three divine energies, blesses her devotees with the fulfillment of desires, growth, and peace in life. πŸ”” Book Now – On this Vaishakh Ashtami, remember Maa with devotion. [accordion] [accordion-item title="Vaishak Ashtami importance"] Vaishak Ashtami, falling on the eighth day of Shukla Paksha in the month of Vaishakh, is a highly auspicious tithi dedicated to the worship of divine feminine energies, especially Goddess Durga, Vaishno Devi, and Kal Bhairav. πŸ™ On this divine day, connecting with Shakti helps overcome life’s challenges and brings peace, protection, and divine grace into one’s home. [/accordion-item] [accordion-item title="Chadhava Ki Samagri and Labh"] 🧣 Chunri – shraddha aur raksha ka sanket.
πŸ₯₯ Panchmewa Prasad – jeevan m sukh samriddhi ke lie.
πŸͺ™ Divya Coin – Vaibhav aur aarthik suraksha ka prateek.
[/accordion-item] [accordion-item title="Aapko kya milega?"] πŸ“© Aapke naam ke sankalp ke saath Mandir se Chadhava ki full video WhatsApp par milegi. 🎁 Vaishno Devi ka Pavitra Prasad (if chosen) containing panchmewa, raksha sutra, prasad mata’s photo – Mandir se direct aapke ghar tak courier se bheja jaayega. [/accordion-item] [/accordion]

This product has multiple variants. The options may be chosen on the product page
101851

This Friday (18th April), a special Mahalakshmi Chadhava will be performed at the ancient Mahalakshmi Mandir, Kolhapur πŸ›• β€” in your name and gotra πŸ‘‘πŸ‘—Devi will be offered Shringar, Lakshmi Yantra, Charan Paduka, and a Saree β€” symbols of beauty, purity, and prosperity πŸ’° Mahalakshmi, the Goddess of Wealth, blesses you with attraction, marital bliss, and financial growth when pleased πŸ™ Jai Mahalaxmi [accordion] [accordion-item title="Chadawa Samagri aur Labh"] Shringar – Roop, aakarshan & vivaahik sukh ke liye. πŸ•‰οΈ Lakshmi Yantra – Dhan vriddhi & sthir samriddhi ke liye. πŸ‘£ Charan Paduka – Ghar m Lakshmi sthiti & kripa ke liye. πŸ₯» Saree – Soubhagya, stree shakti & aishwarya ke liye. [/accordion-item] [accordion-item title="Temple Significance"] This temple is one of the 18 Maha Shaktipeeths. Mahalaxmi Mandir, Kolhapur – jahan devi ka roop Shakti aur Siddhi dono ka sammelan hai. Yeh mandir Lakshmi kripa se jeevan mein sukh, dhan, aur vivaahik samriddhi ke liye vishesh maana jaata hai. Yahan ka har chadhava, jeevan mein unnati aur vikas ka sanket ban jaata hai. [/accordion-item] [accordion-item title="Dhan aur Sukh Ka Sankalp"] Mahalakshmi ke is Chadhava se: πŸ’Έ Naye aarthik strot khulte hain πŸ‘«πŸ» ⁠Grihasth aur vivaahik jeevan mein sukh aata hai πŸ•ŠοΈ Shanti, santulan aur saundarya ka vardaan milta hai [/accordion-item] [accordion-item title="Aapko kya milega?"] πŸ“© Chadhava ka Full Video on WhatsApp, Aapke naam ke sankalp ke saath, Mandir se Chadhava ki full video recording bheji jaayegi. 🎁 Mahalakshmi ka Pavitra Prasad (if chosen) containing rakshasutra, panchmeva prasad and Devi maa Photo - Mandir se direct aapke ghar tak courier se bheja jaayega. [/accordion-item] [/accordion]

This product has multiple variants. The options may be chosen on the product page
101601

Iss Varuthini Ekadashi (24 April) par, aapke naam se vishesh Chadhava samarpit hoga Vishnupad Mandir, Gaya mein – jahan Bhagwan Vishnu ke charan pad sthapit hain.
πŸ™ Tulsi Mala, Kela, Peela Vastra aur Peeli Mithai ka Chadhava pitru shanti, paap mukti, aur Vishnu Kripa
ke liye shaktishaali mana gaya hai.
🌿 Vishwas hai ki yeh Chadhava jeevan ke kasht mitaakar sukh-samriddhi ka marg kholta hai.
πŸ“Ή Pooja ki video aapko WhatsApp par bheji jaayegi.
πŸ”” Book Now –
Apna bhakti-sankalp Vishnu charan mein samarpit karein. [accordion] [accordion title=" "] [accordion-item title="Varuthini Ekadashi Mahatva"] Vaishakh Krishna Paksha ki Ekadashi, jise Varuthini Ekadashi kehte hain, Vishnu bhakton ke liye atyant pavitra din hai.
πŸ™ Is din chadhava dene se milti hai
πŸͺ” Pitaron ki kripa
🌿 Paapon se mukti
πŸ’› Jeevan mein sukh aur samriddhi [/accordion-item] [accordion-item title="Aapko kya milega?"] πŸ“© Aapke naam-gotra ke sankalp ke saath chadhava ki poori video WhatsApp par bheji jaayegi.
🎁 (Optional) Vishnupad ka Pavitra Prasad – courier ke zariye aapke ghar tak. [/accordion-item] [accordion-item title="Vishnupad Mandir – Jahaan Vishnu Ne Charan Rakha"] πŸ“ Bihar ke Gaya nagri mein sthit Vishnupad Mandir ek divya tirth hai jahan Bhagwan Vishnu ke charanon ka nishaan sthapit hai.
πŸ™ Yeh mandir pitru shanti aur moksha prapti ke liye vishesh maana jaata hai.
🌟 Yahan ki gaya gayi se purvajon ko mukti, aur bhakton ko paapon se chhutkaara milta hai. [/accordion-item] [/accordion]

This product has multiple variants. The options may be chosen on the product page
101651

This Saturday (19th April), a special Shani Graha Shanti Chadhava will be performed in your name and gotra at the ancient Shani Mandir in Kokilavan. πŸŒ‘Shani Dev will be offered kaale til, sarson ka tel, and kaala vastra β€” powerful symbols that help release karmic burdens and bring relief from ongoing struggles. πŸ“ˆ Shani Dev is the Lord of Justice β€” when pleased, he clears your path for peace, protection, and real progress in life. πŸš€ This isn’t just a chadhava β€” it’s a powerful sankalp to end the blocks in your life. πŸ™ Jai Shani Dev! [accordion] [accordion-item title="Chadawa Samagri and Labh"]⚫Kaale Til – Paap & karmic dosh se mukti. πŸ›’οΈ Sarson Ka Tel – karm sudhaar & Shani drishti shaant kre. πŸ–€ Kaala Vastra – man mein sthirata & sade saati se suraksha. [/accordion-item] [accordion-item title="Kokilavan Shani Dham"] There is an amazing story behind this temple, In the Dwapar Yuga, Lord Shani performed deep meditation to please Lord Krishna and After some time, Shri Krishna appeared to Shani Dev in the form of a koyal (cuckoo bird). Therefore, by worshiping in this temple, devotee receives the blessings of both Lord Shani Dev and Lord Krishna. Yahan ka chadhava Shani dosh, dhaiya aur sade saati ke prabhav ko kam karta hai, aur kanooni aur career samasyaon mein rahat deta hai. [/accordion-item] [accordion-item title="Karm Mukti & Raksha Ka Sankalp"] Shani Dev ke is Chadhava mein: ✨ Karmic debt se mukti milti hai πŸ’Ό Job loss, promotion delay & career mein growth aati hai βš–οΈ Legal cases, rog & sade saati ke dukh kam hote hain Yeh Chadhava un logon ke liye hai jo Shani ki mahadasha se guzar rahe hain ya apne karm sudharna chahte hain. [/accordion-item] [accordion-item title="Aapko kya milega?"] πŸ“© Aapke naam ke sankalp ke saath Mandir se Chadhava ki full video WhatsApp par milegi. 🎁 Shani Dev ka Pavitra Prasad (if chosen) containing rakshasutra, panchmeva prasad and Shani Dev Photo – Mandir se direct aapke ghar tak courier se bheja jaayega. [/accordion-item] [/accordion]

This product has multiple variants. The options may be chosen on the product page
251701

Is Kalashtami (20th April), Bhairav Baba ke agni-swaroop ke saamne hoga aapke naam aur gotra ke sankalp ke saath ek vishesh Madira Raksha Chadhava.
Madira, jo Bhairav Baba ka atyant priya chadhava hai, spiritual attacks, jadoo-tona, atmaik asuraksha aur gahan bhay se raksha pradaan karta hai. Bhairav Baba, Shiv ke krodh-roop, jo andhkaar ka naash karke apne bhakton ko dete hain saahas, raksha aur siddhi ka aashirvaad.
Yeh chadhava un bhakton ke liye hai jo raat ke dar, unexplained negativity, ya tantrik badhaon se guzar rahe hain. πŸ”” Book Now – Is Kalashtami Bhairav Baba ko Smaran Kijiye
πŸ™ Jai Bhairav Baba [accordion] [accordion-item title="Raksha & Saahas Ka Sankalp"] Bhairav Baba ke is Raksha Chadhava mein: ⁠🧿 Tantra, jadoo-tona aur buri drishti ka prabhav shant
πŸ›‘οΈ Anjaan sankat, dukh aur manasik tanav se raksha
🏠 Ghar mein shanti, raksha aur atmaik bal ka nirmaan
Yeh Chadhava un logon ke liye hai jo spiritual attacks, heavy negativity aur unexplained energy blocks ka samna karte hain. [/accordion-item] [accordion-item title="Kal Bhairav Mandir"] Ujjain ke Kal Bhairav Mandiron mein, Bhairav Baba apne rakshak swaroop mein virajmaan hain. Yahaan kiya gaya Madira Raksha Chadhava na keval atmaik urjaon ko shuddh karta hai, balki jeevan mein saahas, nyay aur andhkaar se raksha ka bal deta hai. Kaha jaata hai ki Bhairav Baba se ki gayi prarthana turant prabhavit karti hai β€” jo bhi sankat ho, vah unki kripa se pighal jaata hai. [/accordion-item] [accordion-item title="Aapko kya milega?"] πŸ“© Aapke naam ke sankalp ke saath Mandir se Chadhava ki full video WhatsApp par milegi. 🎁 Kaal Bhairav baba ka Pavitra Prasad (if chosen) containing rakshasutra, panchmeva prasad and Kaal bhairav baba Photo – Mandir se direct aapke ghar tak courier se bheja jaayega. [/accordion-item] [/accordion]

This product has multiple variants. The options may be chosen on the product page
101801

Is Mangalwaar (22nd April), Sindoor, Laddoo aur Janayu chadhaiye Prayagraj ke Bade Hanuman Ji Mandir mein β€” Bharat ka ekmatra mandir jahan Bajrangbali shayan mudra mein virajmaan hain, haathon mein Ram aur Lakshman ke saath. πŸ“Ώ Purane Hindu granthon ke anusar, Mangal ke din ki gayi Hanuman Puja sabse shaktishaali hoti hai β€” sankat mitaati hai, aur jeevan mein sahas aur samriddhi ka vikaas karti hai. πŸ“© Abhi apna chadhava chadhayein – βœ… Aapko milega sankalp ke saath full video WhatsApp par. [accordion title=" "] [accordion-item title="Hanuman Chalisa kehti hai"] "Kandhe moonjh janau saajhe" – Janayu sirf ek dhaaga nahi, balki raksha, pavitrata aur bal ka prateek hai. Aur purane Hindu shastro ke anusar, har Mangal ko ki gayi Hanuman puja se: β€œSankat door hote hain, manokaamna poori hoti hai, aur jeevan mein bal aur safalta ka vardaan milta hai.” [/accordion-item] [accordion-item title="Chadhava ke Laabh"] πŸ›‘οΈ Buri nazar aur negative energy se raksha ⚑ Pareshaniyon se turant chutkaara 🎯 Manokaamna poori hone ka vardaan πŸ’ͺ Jeevan mein sahas, himmat aur atmbal 🌸 Shaanti, safalta aur samriddhi ka marg [/accordion-item] [accordion-item title="Mandir ki Visheshta:"] Yeh mandir Triveni Sangam ke paas sthit hai β€” jahan Hanuman Ji ki pratima ek shayan mudra mein hai, jo apne aap mein anokhi hai. Kaha jaata hai ki har baar baadh ke samay, sabse pehle Ganga maa unke charan chhooti hain β€” prakriti bhi unki bhakt hai. Yahan ki gayi prarthna turant asar dikhati hai – raksha karti hai, manokaamna poori karti hai, aur jeevan mein naye raste kholti hai. [/accordion-item] [/accordion]

This product has multiple variants. The options may be chosen on the product page
101651

Is Kalashtami(20th April), Bhairav Baba ke pavitra roop ke saamne hoga aapke naam aur gotra ke sankalp ke saath ek vishesh Bhairav Raksha Chadhava. Sarson Ka Tel,Β  Nimbu, Deepdaan aur Madira ke saath kiya jaayega yeh chadhava – jo nazar dosh, tantra, buri urja aur atmaik asuraksha se raksha karta hai. Bhairav Baba – Shiv ke swaroop, jo apne bhakton ke liye na keval rakshak hain, balki siddhi aur sahas ke daata bhi hain. Yeh chadhava unke liye hai jo anjaan dar, raat ke sankat, ya atmaik badhaon ka samna kar rahe hain. πŸ”” Book Now – Is Kalashtami Bhairav Baba ko Smaran Kijiye πŸ™ Jai Bhairav Baba [accordion title=" "] [accordion-item title="Chadhava Ki Samagri Aur Labh"] πŸ›’οΈ Sarson Tel – Shani-dosh, bhay aur andhkaar se raksha.
πŸ•―οΈ Nimbu – Nazar, jadoo-tona aur atmaik ashanti ka nivaran.
🍷 Madira – Tantra badha, bhay aur negativity ka naash.
πŸͺ” Deepdaan – Paap, karmic dosh aur rog se shuddhi aur raksha. [/accordion-item] [accordion-item title="Kal Bhairav Mandir"] Ujjain ke Kal Bhairav Mandiron mein Bhairav Baba raksha ke roop mein virajmaan hain. In mandir mein kiya gaya Raksha Chadhava atmaik urjaon ko shuddh karta hai, aur jeevan mein sahas, nyay aur raksha ka samarthan deta hai. Yahan Bhairav Baba se ki gayi prarthana turant asar karti hai – jo bhi sankat ho, vah unki kripa se pighal jaata hai. [/accordion-item] [accordion-item title="Raksha & Saahas Ka Sankalp"] Bhairav Baba ke is Raksha Chadhava mein: ⁠🧿 Tantra, jadoo-tona aur buri drishti ka prabhav shant
πŸ›‘οΈ Anjaan sankat, dukh aur manasik tanav se raksha
🏠 Ghar mein shanti, raksha aur atmaik bal ka nirmaan
Yeh Chadhava un logon ke liye hai jo spiritual attacks, heavy negativity aur unexplained energy blocks ka samna karte hain. [/accordion-item] [accordion-item title="Aapko kya milega?"] πŸ“© Aapke naam ke sankalp ke saath Mandir se Chadhava ki full video WhatsApp par milegi. 🎁 Kaal Bhairav baba ka Pavitra Prasad (if chosen) containing rakshasutra, panchmeva prasad and Kaal bhairav baba Photo – Mandir se direct aapke ghar tak courier se bheja jaayega. [/accordion-item] [/accordion]

This product has multiple variants. The options may be chosen on the product page
151801

Varuthini Ekadashi (24th April), raksha aur punya pradaan karne wali tithi hai – aur is din Khatu Shyam Baba ke darbar mein aapke naam se vishesh Chadhava samarpit kiya jaayega. 🎁 Chadhava Samagri:
🌹 Gulaab – prem aur bhakti ka prateek
🦚 Mor Pankh – Shyam Baba ke shringar aur raksha ke liye
🚩 Nishan – samarpan aur shraddha ka prateek
🍲 Sawamani – manokamna poorti aur bhog arpan ke liye [accordion] [accordion title=" "] [accordion-item title="Khatu Dham – Shyam Baba Ka Darbar"] πŸ“ Rajasthan ke Khatu gaon mein sthit yeh mandir, Shyam Baba ka prachin aur lokpriya tirth hai.
✨ Yahan ki gayi bhakti aur chadhava se manokamnaayein poori hoti hain, karm-vighn door hote hain, aur Shyam Baba ka anant ashirwad milta hai.
[/accordion-item] [accordion-item title="Chadhava Se Milne Wale Ashirwad"] πŸ”Ή Manokamna poorti – Shyam Baba bhakton ke sachche sankalp zarur sunte hain
πŸ”Ή Dukh, rog aur sankat se mukti – Ekadashi par diya chadhava shatru aur kashton ka naash karta hai
πŸ”Ή Parivaarik raksha aur samriddhi – Ghar mein sukh, shanti aur aarthik unnati ka marg prastut hota hai
πŸ”Ή Karm-vighno ka nivaran – Sawamani aur Nishan se milti hai karmon ki shuddhi [/accordion-item] [accordion-item title="Aapko Kya Milega?"] Aapke naam-gotra ke sankalp ke saath Chadhava ki poori video WhatsApp par bheji jaayegiπŸ“©
(Optional) Khatu Shyam Prasad courier se – (if included in the package)🎁 [/accordion-item] [accordion-item title="Varuthini Ekadashi – Sankat Harni Tithi"] Β Varuthini Ekadashi ek pavitra tithi hai jo bhakton ko paap mukti, raksha aur divya kripa deti hai.πŸ—“
β€˜Varuthini’ ka arth hai raksha dene wali – is din ki bhakti aur sankalp se kashton ka naash aur jeevan mein shanti ka vardaan milta hai.πŸ“–Β 
πŸ™ Shyam Baba ko iss din diya gaya chadhava manokamna poorti ka shaktishaali madhyam hai. [/accordion-item] [/accordion]

This product has multiple variants. The options may be chosen on the product page
(1) 101691

On Vaishakh month's Krishna Taryodashi (25th Apr), offer Panchamrit at Mahakaleshwar Jyotirlinga temple while your name, gotra and powerful hymns/mantras are chanted. Mahakaleshwar Jyotirlinga is one of the 12 sacred Jyotirlingas of Lord Shiva, This Jyotirlinga facing south, which is considered the direction of death. Devotees believe that performing Panchamrit abhishek on Mahakaleshwar on the day of Pradosh vrat grants moksha and removes sins. Because during Pradosh Kaal (evening twilight), Lord Shiva performed Tandav, defeated the demon Tripurasur and restored peace in the universe. [accordion title=" "] [accordion-item title="Importance of Mahakaleswer Jyotirlinga"] Mahakaleshwar Jyotirlinga represents Lord Shiva as the ruler of time and death, It is believed that this Jyotirlinga appeared on its own, making it one of the most powerful and divine Shiva shrines. [/accordion-item] [accordion-item title="Benefits of Panchamrit Abhishek"] Performing Panchamrit Abhishek on the Mahakaleshwar Jyotirlinga is a sacred act that aligns you with divine energy, bringing peace, success, and inner contentment. Each element of Panchamrit carries its own symbolic meaning: Milk: Symbolizes purity and the divine feminine energyπŸ₯› Curd: Represents prosperity, fertility, and the power of creationπŸ’ͺ Ghee: Symbolizes knowledge and enlightenment🍯 Honey: Represents sweetness and healingπŸ”₯ Sugar: Symbolizes joy, happiness😊 [/accordion-item] [accordion-item title="Prasad Box Contents"] Prasad Box (if chosen) containg panchmewa prasad, bhasm,Β mahamrityunjay yantra, raksha sutra and Mahakal’s image will be delivered to your home 🏠 [/accordion-item] [/accordion]

This product has multiple variants. The options may be chosen on the product page