Har Mangalwaar, Ek Sankalp – Ek Chamatkaar: Prayagraj se Sankatmochan ka Aashirvaad

$21$41

Is Mangalwaar (22nd April), Sindoor, Laddoo aur Janayu chadhaiye Prayagraj ke Bade Hanuman Ji Mandir mein — Bharat ka ekmatra mandir jahan Bajrangbali shayan mudra mein virajmaan hain, haathon mein Ram aur Lakshman ke saath.
📿 Purane Hindu granthon ke anusar, Mangal ke din ki gayi Hanuman Puja sabse shaktishaali hoti hai — sankat mitaati hai, aur jeevan mein sahas aur samriddhi ka vikaas karti hai.
📩 Abhi apna chadhava chadhayein – ✅ Aapko milega sankalp ke saath full video WhatsApp par.



Kandhe moonjh janau saajhe” – Janayu sirf ek dhaaga nahi, balki raksha, pavitrata aur bal ka prateek hai. Aur purane Hindu shastro ke anusar, har Mangal ko ki gayi Hanuman puja se: “Sankat door hote hain, manokaamna poori hoti hai, aur jeevan mein bal aur safalta ka vardaan milta hai.”


🛡️ Buri nazar aur negative energy se raksha
⚡ Pareshaniyon se turant chutkaara
🎯 Manokaamna poori hone ka vardaan
💪 Jeevan mein sahas, himmat aur atmbal
🌸 Shaanti, safalta aur samriddhi ka marg


Yeh mandir Triveni Sangam ke paas sthit hai — jahan Hanuman Ji ki pratima ek shayan mudra mein hai, jo apne aap mein anokhi hai. Kaha jaata hai ki har baar baadh ke samay, sabse pehle Ganga maa unke charan chhooti hain — prakriti bhi unki bhakt hai. Yahan ki gayi prarthna turant asar dikhati hai – raksha karti hai, manokaamna poori karti hai, aur jeevan mein naye raste kholti hai.

SKU: N/A Categories: ,
Har Mangalwaar, Ek Sankalp – Ek Chamatkaar: Prayagraj se Sankatmochan ka Aashirvaad
Har Mangalwaar, Ek Sankalp – Ek Chamatkaar: Prayagraj se Sankatmochan ka Aashirvaad
$21$41 Select options