Ashtmi Vishesh – Bhairav Baba Ka Raksha Chadhava

101651

Is Ashtmi (3rd june), Bhairav Baba ke pavitra roop ke saamne hoga aapke naam aur gotra ke sankalp ke saath ek vishesh Bhairav Raksha Chadhava. Sarson Ka Tel,  Nimbu, Deepdaan aur Madira ke saath kiya jaayega yeh chadhava – jo nazar dosh, tantra, buri urja aur atmaik asuraksha se raksha karta hai.
Bhairav Baba – Shiv ke swaroop, jo apne bhakton ke liye na keval rakshak hain, balki siddhi aur sahas ke daata bhi hain.
Yeh chadhava unke liye hai jo anjaan dar, raat ke sankat, ya atmaik badhaon ka samna kar rahe hain.
🔔 Book Now – Is Kalashtami Bhairav Baba ko Smaran Kijiye
🙏 Jai Bhairav Baba



🛢️ Sarson Tel – Shani-dosh, bhay aur andhkaar se raksha.
🕯️ Nimbu – Nazar, jadoo-tona aur atmaik ashanti ka nivaran.
🍷 Madira – Tantra badha, bhay aur negativity ka naash.
🪔 Deepdaan – Paap, karmic dosh aur rog se shuddhi aur raksha.


Ujjain ke Kal Bhairav Mandiron mein Bhairav Baba raksha ke roop mein virajmaan hain. In mandir mein kiya gaya Raksha Chadhava atmaik urjaon ko shuddh karta hai, aur jeevan mein sahas, nyay aur raksha ka samarthan deta hai.
Yahan Bhairav Baba se ki gayi prarthana turant asar karti hai – jo bhi sankat ho, vah unki kripa se pighal jaata hai.


Bhairav Baba ke is Raksha Chadhava mein:
⁠🧿 Tantra, jadoo-tona aur buri drishti ka prabhav shant
🛡️ Anjaan sankat, dukh aur manasik tanav se raksha
🏠 Ghar mein shanti, raksha aur atmaik bal ka nirmaan
Yeh Chadhava un logon ke liye hai jo spiritual attacks, heavy negativity aur unexplained energy blocks ka samna karte hain.


📩 Aapke naam ke sankalp ke saath Mandir se Chadhava ki full video WhatsApp par milegi.
🎁 Kaal Bhairav baba ka Pavitra Prasad (if chosen) containing rakshasutra, panchmeva prasad, Rudraksh, bhasm, bhairav yantra and Kaal bhairav baba Photo
– Mandir se direct aapke ghar tak courier se bheja jaayega.

Ashtmi Vishesh – Bhairav Baba Ka Raksha Chadhava
Ashtmi Vishesh – Bhairav Baba Ka Raksha Chadhava
101651 Select options